Connoisseurs are provocateurs too.
(sabko maalum hai mai sharaabee nahee
phir bhee koyee pilaaye toh mai kya karu)
divine love
merey rag rag me nasha mohabbat kaa hai - (3)
jo samajh me naa aye toh mai kya karu
my god graces me one glance
sirf ek bar najaron se najare mile - (2)
aur kasam tut jaaye toh mai kya karu - (2)
yasthan na veda kim richa karshyathi----
jindagee ek nashe ke siva kuchh nahee - (3)
tumko pina naa aaye toh mai kya karu
Participation is a process of routine
becoming divine, let's go with it
pankaj udhas
(sabko maalum hai mai sharaabee nahee
phir bhee koyee pilaaye toh mai kya karu) - (2)
sirf ek bar najaro se najare mile - (2)
aur kasam tut jaaye toh mai kya karu - (2)
mujhko maikash samajhate hai sab vada kash - (2)
kyun kee unakee tarah ladakhadata hu mai
mere rag rag me nasha mohabbat kaa hai - (3)
jo samajh me naa aye toh mai kya karu
sirf ek bar najaron se najare mile - (2)
aur kasam tut jaaye toh mai kya karu - (2)
hal sunkar meraa sehame sehame hai woh - (2)
koyee aaya hai julfe bikhere huye
maut aur jindagee dono hairaan hai - (3)
dum nikal ne naa paaye, toh mai kya karu
sirf ek bar najaro se najare mile - (2)
aur kasam tut jaaye toh mai kya karu - (2)
dum nikale naa paaye mai kya karu
kaisee lat kaisee chaahat kaha kee khata - (2)
bekhudee me hai anabar khudee ka nasha
jindagee ek nashe ke siva kuchh nahee - (3)
tumko pina naa aaye toh mai kya karu
sirf ek bar najaro se najare mile - (2)
aur kasam tut jaaye toh mai kya karu - (2)
(sabko maalum hai mai sharaabee nahee
phir bhee koyee pilaaye toh mai kya karu) - (2)
No comments:
Post a Comment